जब जब मैं खाटू आऊं सुकूं मिल जाए
जब जब मैं खाटू आऊं सुकूं मिल जाए
खाटू से वापिस जाऊं मन घबराये
मेरे बाबा तेरी किरपा से मैं जी रहा हूँ
सांवरिया तेरे प्यार में मैं पल रहा हूँ
जब जब मैं खाटू आऊं .........
मेरी हार में बाबा मुझे जीत दिलाते हैं
बुरे वक़्त में भी मेरे मेरा साथ निभाते हैं
मेरे बाबा मेरी ख्वाहिशें पूरी कर रहा है
सांवरिया मुझे प्यार भी बड़ा कर रहा है
जब जब मैं खाटू आऊं .........
तेरे बिन ये अब ज़िन्दगी मुझको ना भाती है
मुझे पल हर पल बाबा तेरी याद सताती है
मेरे बाबा अपनी सेवा में ही रखना
सांवरिया चरणों की धूळ में ही रखना
अक्षित नालायक को बाबा अपना लेना
अनितम साँसों में मेरी मुझे गोद में लेना
मेरी आँखें तेरे नैनो में खो जाएँ
लब हँसके दिल तेरी गोद में सो जाएँ
जब जब मैं खाटू आऊं .........
Lyrics (English)
Jab Jab Main KHatu Aaun Sukoon Mil Jaye
Khatu Se Wapis Jaaun Man Ghabraye
Mere Baba Teri Kripa Se Main Jee Raha Hoon
Sanwariya Tere Pyar Mein Main Pal Raha Hoon
Jab Jab Main Khatu Aaun……………
Meri Haar Mein Baba Mujhe Jeet Dilate Hain
Bure Waqt Mein Bhi Mere Mera Saath Nibhate Hain
Mere Baba Meri Khwahishein Poori Kar Raha Hai
Sanwariya Mujhe Pyar Bhi Bada Kar Raha Hai
Jab Jab Main Khatu Aaun……………
Tere Bin Ye Ab Zindagi Mujhko Na Bhaati Hai
Mujhe Pal Har Pal Baba Teri Yaad Satati Hai
Mere Baba Apni Sewa Mien Hi Rakhna
Samwaroua Charno Ki Dhool Mein Hi Rakhna
Jab Jab Main Khatu Aaun……………
Akshit Nalayak Ko Baba Apna Lena
Antim Saanson Mien Meri Mujhe God Mein Lena
Meri Aankhein Tere Naino Mein Kho Jaye
Lab Hanske Dil Teri God Mein So J aye
Jab Jab Main Khatu Aaun……………
श्रेणी : खाटू श्याम भजन
Jab Jab Main Khatu Aaun | जब जब मैं खाटू आऊं | मन को सूकून देगा ये भजन | Akshit Garg | Shyam Bhajan
जब जब मैं खाटू आऊं सुकूं मिल जाए, खाटू से वापिस जाऊं मन घबराये, मेरे बाबा तेरी किरपा से मैं जी रहा हूँ, सांवरिया तेरे प्यार में मैं पल रहा हूँ, जब जब मैं खाटू आऊं,Jab Jab Main KHatu Aaun Sukoon Mil Jaye, Khatu Se Wapis Jaaun Man Ghabraye, Mere Baba Teri Kripa Se Main Jee Raha Hoon, Sanwariya Tere Pyar Mein Main Pal Raha Hoon, Jab Jab Main Khatu Aaun, Meri Haar Mein Baba Mujhe Jeet Dilate Hain, Bure Waqt Mein Bhi Mere Mera Saath Nibhate Hain, Mere Baba Meri Khwahishein Poori Kar Raha Hai, Sanwariya Mujhe Pyar Bhi Bada Kar Raha Hai